1 Best Brain Memory Trick 😮 Remember Everything in Exams | Study Tips | Study Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.
➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram – https://www.instagram.com/motivation_quoteshala/
🛰️ Telegram – https://t.me/MotivationQuoteShala
✅ Topics Covered
Memory Tricks, Memory Tips and Tricks, Best Study Motivation, Study Tips
➡️ About The Video
Is trick ka naam hai “Memory Palace Technique” 🔥 Yeh ancient trick Sherlock Holmes bhi use karta hai! 🧠 Aapko bas apni knowledge ko kisi ek imaginary jagah, jaise apne ghar ke rooms se link karna hai. Har topic ka ek visual clue banao aur usse kisi physical object se relate karo. Jaise, agar aap Newton’s Laws yaad kar rahe ho, toh imagine karo ki aapke room ka दरवाजा ek rocket jaisa open ho raha hai – that’s action & reaction! 🚀
🎵 Shallu Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
500 BCE me Greek poet Simonides ne
Anjane me ek esi powerful memory trick invent kardi
Jise aj Stanford university ke researchers ne confirm kia hai
Ki Pure 4 mahino baad bhi
Padhi hui information ap 60% tak recall kar sakte ho
Par akhir ye kissa kya hai?
Darasal greece ka ek mashoor poet Simonides
Ek sham sahar ke rayeeso ko liye poetry perform kar raha tha
Ek chota sa break leke jaise hi wo banquet ke bahar nikla
Tabhi achanak ne hall ki chaat gir padi
Aur andar baithe sabhi ki esi dukhad maut hui
Li laashe pehchan na tak mishil ho gaya
Tabhi Simonides ne pure hall ko
Jab apne maan me visualise karke recreate kia
Brain ki Spatial memory activate hui
Aur kon kaha baitha tha usse turant yaad aa gaya
Iss memory trick ko kehte hai Memory Palace
Jisse padhai me apply karne ke ye 3 simple steps hai
Step 1 Apna classroom ya ghar
Wo jaga jaha tum daily jate ho
Usme khud ko ek direction me chalte hue visualise karo
Step 2 Ab apane har room me 1..1 subject
Aur har walls pe most important question ko
Colourful images ke sath attach kardo
Step 3 Ab exam se phele jab bhi tumhe revision karna ho
Apne is memory palace me bas 1 chakkar lagalo
✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
UPSC Motivation 🔥 Motivation Videos @ https://www.youtube.com/playlist?list=PLft8fo4VpqWBICHg-WQraqHSMtYpj3BJo
🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️








You are great bhaiya your videos motivated me I am your big fan
Bhaiya motivation milta hai
Thank you for your efforts
Radhe radhe 😊
Aree bhaiya but problem ye hai ki ek to hame syllabus 1 hafte oehle dete hai, aur upar se ye bhi nhi samajh aata ki isme se important kya hai aur kya nhi isiliye sab padhti hu jisse time kam ladta hai.
wow what a reserch
Jai shree Ram
Legends watching 1 day before exam
Alooooo
Mom be like. Hat ghar ganda kar raha hai 😂